Andaaz bayan gar cha bohat shokh nahi hai
In Urdu
انداز بیاں گرچہ بہت شوخ نہیں ہے
شاید کہ اتر جائے ترے دل میں مری بات
یا وسعت افلاک میں تکبیر مسلسل
یا خاک کے آغوش میں تسبیح و مناجات
وہ مذہب مردان خود آگاہ و خدا مست
یہ مذہب ملا و جمادات و نباتات
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Andaaz bayan gar cha bohat shokh nahi hai
Shayad ke utar jaye tere dil mein meri baat
Ya wusat aflaaq mein takbeer musalsal
Ya khaak ke agosh mein tasbeeh o munajat
Woh mazhab mardan khud aagah o khuda mast
Yeh mazhab mila o jamadat o nabataat
Shayad ke utar jaye tere dil mein meri baat
Ya wusat aflaaq mein takbeer musalsal
Ya khaak ke agosh mein tasbeeh o munajat
Woh mazhab mardan khud aagah o khuda mast
Yeh mazhab mila o jamadat o nabataat
0 Comments