Kahan se tu ne ay IQBAL sikhi hai yeh darwaishi
In Urdu
مسلماں کے لہو میں ہے سلیقہ دل نوازی کا
مروت حسن عالم گیر ہے مردان غازی کا
شکایت ہے مجھے یا رب خداوندان مکتب سے
سبق شاہیں بچوں کو دے رہے ہیں خاک بازی کا
بہت مدت کے نخچیروں کا انداز نگہ بدلا
کہ میں نے فاش کر ڈالا طریقہ شاہبازی کا
قلندر جز دو حرف لا الٰہ کچھ بھی نہیں رکھتا
فقیہ شہر قاروں ہے لغت ہائے حجازی کا
حدیث بادہ و مینا و جام آتی نہیں مجھ کو
نہ کر خاراشگافوں سے تقاضا شیشہ سازی کا
کہاں سے تو نے اے اقبالؔ سیکھی ہے یہ درویشی
کہ چرچا پادشاہوں میں ہے تیری بے نیازی کا
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Musalmaan ke lahoo mein hai saleeqa dil nawazi ka
Murawat husan e aalam geer hai mardan e ghazi ka
Shikayat hai mujhe ya rab khudawandan e maktab se
Sabaq shaheen bachon ko day rahay hain khaak baazi ka
Bohat muddat ke Nakhcheeron ka andaaz e nigah badla
Ke mein ne faash kar dala tareeqa Shahbazi ka
Qalandar juz do harf LA ILAH kuch bhi nahi rakhta
Fiqiya Shehar e Qaroon hai lughat haai Hijazi ka
Hadees e badah o meena o jaam aati nahi mujh ko
Nah kar Khara Shagafu se Taqaza sheesha saazi ka
Kahan se tu ne ay IQBAL sikhi hai yeh darwaishi
Ke charcha Padshahu mein hai teri be nayazi ka

0 Comments