Hai yaad mujhe nuqta e Salman khush aahang, Allama Iqbal - Bal e Jibreel

 Hai yaad mujhe nuqta e Salman khush aahang

Hai yaad mujhe nuqta e Salman khush aahang, a poem of Allama Iqbal

In Urdu


ہے یاد مجھے نکتۂ سلمان خوش آہنگ

دنیا نہیں مردان جفاکش کے لیے تنگ


چیتے کا جگر چاہیئے شاہیں کا تجسس

جی سکتے ہیں بے روشنی دانش و فرہنگ


کر بلبل و طاؤس کی تقلید سے توبہ

بلبل فقط آواز ہے طاؤس فقط رنگ


In English Alphabets



hai yaad mujhe nuqta e Salman khush aahang

duniya nahi mardan e jafakash ke liye tang



cheetay ka jigar chahiye shaheen ka tajassus

jee satke hain be-Roshni Danish o Farhang



kar bulbul o taaos ki taqleed se tauba

bulbul faqat aawaz hai taaos faqat rang

Post a Comment

0 Comments