Aurat (Woman), Allama Iqbal - Zarab e Kaleem

Aurat (Woman)

Allama Iqbal poetry



In Urdu


عورت


وجود زن سے ہے تصویر کائنات میں رنگ

اسی کے ساز سے ہے زندگی کا سوزِ دروں



شرف میں بڑھ کے ثریا سے مشت خاک اس کی

کہ ہر شرف ہے اسی درج کا در مکنوں



مکالمات فلاطوں نہ لکھ سکی لیکن

اسی کے شعلے سے ٹوٹا شرار افلاطوں


In English Alphabets



wujood zan se hai tasweer kaayenaat mein rang
isi ke saaz se hai zindagi ka soze daroon


Sharf mein barh ke Surriya se masht khaak is ki
ke har Sharf hai isi darj ka dar Maknoon


Mukalmaat e Aflatoon nah likh saki lekin
isi ke sholay se toota sharar Aflatoon

Post a Comment

0 Comments