Asal Mard e Mujahid
In Urdu
اصل مردِ مجاحد
صوفی کی طریقت میں فقط مستی احوال
ملا کی شریعت میں فقط مستی گفتار
شاعر کی نوا مردہ و افسردہ و بے ذوق
افکار میں سرمست، نہ خوابیدہ نہ بیدار
وہ مرد مجاہد نظر آتا نہیں مجھ کو
ہو جس کے رگ و پے میں فقط مستی کردار
(Zarab e Kaleem, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Asal Mard e Mujahid
sufi ki tareqat mein faqat masti e ahwaal
Mulla ki Shariat mein faqat masti e guftaar
shayar ki nawa murda o afsurdah o be zouq
afkaar mein sarmast, nah khowabida nah bedaar
woh mard Mujahid nazar aata nahi mujh ko
ho jis ke rag o pay mein faqat masti kirdaar
0 Comments