Tha jahan e madrassa shery o Shahanshahi
In Urdu
تھا جہاں مدرسہ شیری و شاہنشاہی
آج ان خانقہوں میں ہے فقط روباہی
نظر آئی نہ مجھے قافلہ سالاروں میں
وہ شبانی کہ ہے تمہید کلیم اللہی
لذت نغمہ کہاں مرغ خوش الحاں کے لیے
آہ، اس باغ میں کرتا ہے نفس کوتاہی
ایک سرمستی و حیرت ہے سراپا تاریک
ایک سرمستی و حیرت ہے تمام آگاہی
صفت برق چمکتا ہے مرا فکر بلند
کہ بھٹکتے نہ پھریں ظلمت شب میں راہی
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
Words Meaning
روباہي: لومڑی کی چالاکی
شبانی: گلہ بانی ، بھیڑ بکریاں چرانے کا پیشہ
مرغ خوش الحاں: اچھی آواز والا پرندہ
صفت برق:آسمانی کی بجلی جیسی
In English Alphabets
Tha jahan e madrassa shery o Shahanshahi
Aaj un Khanqaaho mein hai faqat robahi
Nazar aayi nah mujhe qaafla salaron mein
Woh shwbani ke hai tamheed Kaleem allhahi
Lazzat naghma kahan murgh khush ilhaan ke liye
Aah, is baagh mein karta hai nafs kotahi
Aik sarmsti o herat hai saraapaa tareek
Aik sarmsti o herat hai tamam aagahi
sift e barq-e chamakta hai mera fikar buland
ke bhataktay nah phiren zulmat shab mein raahi

0 Comments