Taaza phir Danish e haazir ne kya sehar e qadeem, Allama Iqbal
In Urdu
تازہ پھر دانش حاضر نے کیا سحر قدیم
گزر اس عہد میں ممکن نہیں بے چوب کلیم
عقل عیار ہے، سو بھیس بنا لیتی ہے
عشق بے چارہ نہ ملا ہے نہ زاہد نہ حکیم
عیش منزل ہے غریبان محبت پہ حرام
سب مسافر ہیں، بظاہر نظر آتے ہیں مقیم
ہے گراں سیر غم راحلہ و زاد سے تو
کوہ و دریا سے گزر سکتے ہیں مانند نسیم
مرد درویش کا سرمایہ ہے آزادی و مرگ
ہے کسی اور کی خاطر یہ نصاب زر و سیم
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Taaza phir Danish e haazir ne kya sehar e qadeem
Guzar is ehad mein mumkin nahi be chob Kaleem
Aqal ayyar hai, so bhais bana layte hai
Ishhq be charah nah mila hai nah Zahid nah hakeem !
Aish e manzil hai ghriban e mohabbat pay haraam
Sab musafir hain, ba zahir nazar atay hain muqeem
Hai giran sair gham Rahala o zaad se to
Koh o darya se guzar satke hain manind e Naseem
Mard darwaish ka sarmaya hai azadi o marg
Hai kisi aur ki khatir yeh nisaab zar o same

0 Comments