Maktoobon mein kahin ranayi afkaar bhi hai
In Urdu
مکتبوں میں کہیں رعنائی افکار بھی ہے؟
خانقاہوں میں کہیں لذت اسرار بھی ہے؟
منزل راہرواں دور بھی، دشوار بھی ہے
کوئی اس قافلے میں قافلہ سالار بھی ہے؟
بڑھ کے خیبر سے ہے یہ معرکہ دین و وطن
اس زمانے میں کوئی حیدر کرار بھی ہے؟
علم کی حد سے پرے، بندہ مومن کے لیے
لذت شوق بھی ہے، نعمت دیدار بھی ہے
پیر میخانہ یہ کہتا ہے کہ ایوان فرنگ
سست بنیاد بھی ہے، آئنہ دیوار بھی ہے
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Maktoobon mein kahin ranayi afkaar bhi hai ?
Khanqahoon mein kahin lazzat e asaraar bhi hai ?
Manzil rahirwa daur bhi, dushwaar bhi hai
Koi is qaafley mein qaafla salaar bhi hai ?
Barh ke Khyber se hai yeh maarka deen o watan
Is zamane mein koi Haider krar bhi hai ?
Ilm ki had se paray, bandah momin ke liye
Lazzat e shoq bhi hai, Nemat deedar bhi hai
Peer e mekhana yeh kehta hai ke ewaan farang
Sust bunyaad bhi hai, aaynh deewar bhi hai

0 Comments