Khudi ho eilm se mohakam to ghairat e Jibreel
In Urdu
خودی ہو علم سے محکم تو غیرت جبریل
اگر ہو عشق سے محکم تو صور اسرافیل
عذاب دانش حاضر سے باخبر ہوں میں
کہ میں اس آگ میں ڈالا گیا ہوں مثل خلیل
فریب خوردہ منزل ہے کارواں ورنہ
زیادہ راحت منزل سے ہے نشاط رحیل
رحيل:کوچ کرنا
نظر نہیں تو مرے حلقہ سخن میں نہ بیٹھ
کہ نکتہ ہائے خودی ہیں مثال تیغ اصیل
تيغ اصيل: وہ تلوار جو تیز دھار ہو
مجھے وہ درس فرنگ آج یاد آتے ہیں
کہاں حضور کی لذت، کہاں حجاب دلیل
اندھیری شب ہے، جدا اپنے قافلے سے ہے تو
ترے لیے ہے مرا شعلہ نوا، قندیل
غریب و سادہ و رنگیں ہے داستان حرم
نہایت اس کی حسین، ابتدا ہے اسمعیل
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Khudi ho eilm se mohakam to ghairat e Jibreel
Agar ho ishhq se mohakam to soor Israfeel
Azaab Danish haazir se bakhabar hon mein
Ke mein is aag mein dala gaya hon misl khalil
Agar ho ishhq se mohakam to soor Israfeel
Azaab Danish haazir se bakhabar hon mein
Ke mein is aag mein dala gaya hon misl khalil
Fraib khorda manzil hai karwan warna
Ziyada raahat manzil se hai nishat Rahil
Nazar nahi to marey halqa sukhan mein nah baith
Ke nuqta haae khudi hain misaal tegh aseel
Ziyada raahat manzil se hai nishat Rahil
Nazar nahi to marey halqa sukhan mein nah baith
Ke nuqta haae khudi hain misaal tegh aseel
Mujhe woh dars farang aaj yaad atay hain
Kahan huzoor ki lazzat, kahan hijaab Daleel !
Kahan huzoor ki lazzat, kahan hijaab Daleel !
Andheri shab hai, judda apne qaafley se hai to
Tere liye hai mra shola nawa, Qandil
Ghareeb o saada o rangin hai daastaa’n haram
Nihayat is ki Hussain , ibtida hai Ismaieel
Tere liye hai mra shola nawa, Qandil
Ghareeb o saada o rangin hai daastaa’n haram
Nihayat is ki Hussain , ibtida hai Ismaieel
0 Comments