Khirad ne mujh ko ataa ki nazar hakeemana, Allama Iqbal - Bal e Jibreel

Khirad ne mujh ko ataa ki nazar hakeemana

Allama Iqbal Poetry

In Urdu


خرد نے مجھ کو عطا کی نظر حکیمانہ 

سکھائی عشق نے مجھ کو حدیث رندانہ


نہ بادہ ہے، نہ صراحی، نہ دور پیمانہ 

فقط نگاہ سے رنگیں ہے بزم جانانہ


مری نوائے پریشاں کو شاعری نہ سمجھ 

کہ میں ہوں محرم راز درون میخانہ


کلی کو دیکھ کہ ہے تشنہ نسیم سحر 

اسی میں ہے مرے دل کا تمام افسانہ


کوئی بتائے مجھے یہ غیاب ہے کہ حضور 

سب آشنا ہیں یہاں، ایک میں ہوں بیگانہ


فرنگ میں کوئی دن اور بھی ٹھہر جاوں 

مرے جنوں کو سنبھالے اگر یہ ویرانہ


مقام عقل سے آساں گزر گیا اقبال 

مقام شوق میں کھویا گیا وہ فرزانہ

(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)                                              


In English Alphabets

Khirad ne mujh ko ataa ki nazar hakeemana
Sikhayi ishhq ne mujh ko hadees rindana


Nah baadah hai, nah suraahi, nah daur pemana
Faqat nigah se rangin hai bazm Janana


Meri nwaye pareshaa ko shairi nah samajh
Ke mein hon Mehram raaz dron mekhana


Kalie ko dekh ke hai Tishna Naseem sehar
Isi mein hai marey dil ka tamam afsana


Koi betaye mujhe yeh Ghayab hai ke huzoor
Sab aashna hain yahan, aik mein hon begana


Farang mein koi din aur bhi thehr jaun
Marey junoo ko sambhale agar yeh virana


Maqam aqal se aasan guzar gaya Iqbal
Maqam shoq mein khoya gaya woh Farzana

Post a Comment

0 Comments