Kamaal e tark nahi aabb o Gul se Mahjoori
In Urdu
کمال ترک نہیں آب و گل سے مہجوری
کمال ترک ہے تسخیر خاکی و نوری
میں ایسے فقر سے اے اہل حلقہ باز آیا
تمھارا فقر ہے بے دولتی و رنجوری
نہ فقر کے لیے موزوں، نہ سلطنت کے لیے
وہ قوم جس نے گنوایا متاع تیموری
سنے نہ ساقی مہ وش تو اور بھی اچھا
عیار گرمی صحبت ہے حرف معذوری
حکیم و عارف و صوفی، تمام مست ظہور
کسے خبر کہ تجلی ہے عین مستوری
وہ ملتفت ہوں تو کنج قفس بھی آزادی
نہ ہوں تو صحن چمن بھی مقام مجبوری
برا نہ مان، ذرا آزما کے دیکھ اسے
فرنگ دل کی خرابی، خرد کی معموری
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Kamaal e tark nahi aabb o Gul se Mahjoori
Kamaal tark hai taskheer khaki o noori
Mein aisay fiqr se ae ahal halqa baz aaya
Tumahra fiqr hai be dolatti o Ranjoori
Kamaal tark hai taskheer khaki o noori
Mein aisay fiqr se ae ahal halqa baz aaya
Tumahra fiqr hai be dolatti o Ranjoori
Nah fiqr ke liye mozoon, nah saltanat ke liye
Woh qoum jis ne ganwaya Mataa taimuri
Sunay nah saqi Meh wish to aur bhi acha
Ayyar garmi sohbat hai harf mazoori
Hakeem o arif o sufi, tamam mast zahuur
Kisay khabar ke tajallii hai ain mstori
Woh qoum jis ne ganwaya Mataa taimuri
Sunay nah saqi Meh wish to aur bhi acha
Ayyar garmi sohbat hai harf mazoori
Hakeem o arif o sufi, tamam mast zahuur
Kisay khabar ke tajallii hai ain mstori
Woh multafit hon to kunj qafas bhi azadi
Nah hon to sehan chaman bhi maqam majboori
Nah hon to sehan chaman bhi maqam majboori
Bura nah maan, zara aazma ke dekh usay
Farang dil ki kharabi, khiirad ki Mamoori
Farang dil ki kharabi, khiirad ki Mamoori
0 Comments