Allama Iqbal Poetry
In Urdu
فقر کے ہیں معجزات تاج و سریر و سپاہ
فقر ہے میروں کا میر، فقر ہے شاہوں کا شاہ
علم کا مقصود ہے پاکی عقل و خرد
فقر کا مقصود ہے عفت قلب و نگاہ
علم فقیہ و حکیم، فقر مسیح و کلیم
علم ہے جویائے راہ، فقر ہے دانائے راہ
فقر مقام نظر، علم مقام خبر
فقر میں مستی ثواب، علم میں مستی گناہ
علم کا 'موجود' اور، فقر کا 'موجود' اور
اشھد ان لا الہ' اشھد ان لا الہ!
چڑھتی ہے جب فقر کی سان پہ تیغ خودی
ایک سپاہی کی ضرب کرتی ہے کار سپاہ
دل اگر اس خاک میں زندہ و بیدار ہو
تیری نگہ توڑ دے آئنہء مہروماہ
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Faqar ke hain Muajzaat taaj o sarir o sipah
Faqar hai meeron ka Meer , fiqr hai shahoon ka Shah
Ilm ka maqsood hai paki aqal o khiirad
Fiqr ka maqsood hai Iffat qalb o nigah
Ilm fiqiya o hakeem, fiqr maseeh o Kaleem
Ilm hai Joyaae raah, faqar hai danaye raah
Faqar maqam nazar, ilm maqam khabar
Faqar mein masti sawab, ilm mein masti gunah
Faqar hai meeron ka Meer , fiqr hai shahoon ka Shah
Ilm ka maqsood hai paki aqal o khiirad
Fiqr ka maqsood hai Iffat qalb o nigah
Ilm fiqiya o hakeem, fiqr maseeh o Kaleem
Ilm hai Joyaae raah, faqar hai danaye raah
Faqar maqam nazar, ilm maqam khabar
Faqar mein masti sawab, ilm mein masti gunah
ilm ka' mojood' aur, faqar ka 'mojood' aur
Ashad un laa ala Ashhad un laa ala !
chadhti hai jab faqar ki saan pay tegh khudi
aik sipahi ki zarb karti hai car sipahh
dil agar is khaak mein zindah o bedaar ho
teri nigah toar day aienaa e mahar o mah
0 Comments