Ejaz hai kisi ka ya Gardish e Zamana, Allama Iqbal
اعجاز ہے کسی کا یا گردش زمانہ
ٹوٹا ہے ایشیا میں سحر فرنگیانہ
تعمیر آشیاں سے میں نے یہ راز پایا
اہل نوا کے حق میں بجلی ہے آشیانہ
یہ بندگی خدائی، وہ بندگی گدائی
یا بندۂ خدا بن یا بندۂ زمانہ
غافل نہ ہو خودی سے، کر اپنی پاسبانی
شاید کسی حرم کا تو بھی ہے آستانہ
اے لا الہ کے وارث! باقی نہیں ہے تجھ میں
گفتارِ دلبرانہ، کردار قاہرانہ
تیری نگاہ سے دل سینوں میں کانپتے تھے
کھویا گیا ہے تیرا جذبِ قلندرانہ
رازِ حرم سے شاید اقبال باخبر ہے
ہیں اس کی گفتگو کے انداز محرمانہ
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Ejaaz hai kisi ka ya gardish zamana
Toota hai asia mein sehar e Farangeena
Taamer aashiyaan se mein ne yeh raaz paaya
Ahal nawa ke haq mein bijli hai aashiyina
Yeh bandagi khudai, woh bandagi gadai
Ya bandah khuda ban ya bandah zamana
Ghaafil nah ho khudi se, kar apni pasbani
Shayad kisi haram ka to bhi hai astana
Ay laa ala ke waris! baqi nahi hai tujh mein
Guftaar dilbrana, kirdaar kahirana
Teri nigah se dil seenon mein kanpate thay
Khoya gaya hai tera jazb Qalandarana
Toota hai asia mein sehar e Farangeena
Taamer aashiyaan se mein ne yeh raaz paaya
Ahal nawa ke haq mein bijli hai aashiyina
Yeh bandagi khudai, woh bandagi gadai
Ya bandah khuda ban ya bandah zamana
Ghaafil nah ho khudi se, kar apni pasbani
Shayad kisi haram ka to bhi hai astana
Ay laa ala ke waris! baqi nahi hai tujh mein
Guftaar dilbrana, kirdaar kahirana
Teri nigah se dil seenon mein kanpate thay
Khoya gaya hai tera jazb Qalandarana
raaz haram se shayad Iqbal bakhabar hai
hain is ki guftagu ke andaaz mehermana
hain is ki guftagu ke andaaz mehermana
0 Comments