Dhoond raha hai farang aish e jahan ka Daowam
In Urdu
ڈھونڈ رہا ہے فرنگ عیش جہاں کا دوام
وائے تمنائے خام، وائے تمنائے خام
پیر حرم نے کہا سن کے مری روئداد
پختہ ہے تیری فغاں، اب نہ اسے دل میں تھام
تھا ارنی گو کلیم، میں ارنی گو نہیں
اس کو تقاضا روا، مجھ پہ تقاضا حرام
گرچہ ہے افشائے راز، اہل نظر کی فغاں
ہو نہیں سکتا کبھی شیوہ رندانہ عام
حلقہ صوفی میں ذکر، بے نم و بے سوز و ساز
میں بھی رہا تشنہ کام، تو بھی رہا تشنہ کام
عشق تری انتہا، عشق مری انتہا
تو بھی ابھی ناتمام، میں بھی ابھی ناتمام
آہ کہ کھویا گیا تجھ سے فقیری کا راز
ورنہ ہے مال فقیر سلطنت روم و شام
(Bal e Jibreel, Allama Iqbal)
In English Alphabets
Dhoond raha hai farang aish e jahan ka Dwam
wooy tamnnaye khaam, wooy tamnnaye khaam !
Peer e haram ne kaha sun ke meri roydad
Pukhta hai teri fghan, ab nah usay dil mein thaam
Tha arni go Kaleem, mein arni go nahi
Is ko taqaza rava, mujh pay taqaza haraam
Garcha hai afshaye raaz, ahal nazar ki fghan
Ho nahi sakta kabhi Shewa rindana aam

Halqa sufi mein zikar, be num o be soaz o saaz
Mein bhi raha Tishna kaam, to bhi raha Tishna kaam
Ishq teri intahaa, ishq meri intahaa
To bhi abhi natamam, mein bhi abhi natamam
Aah ke khoya gaya tujh se faqeeri ka raaz
Warna hai maal faqeer saltanat e Rome o Shaam
To bhi abhi natamam, mein bhi abhi natamam
Aah ke khoya gaya tujh se faqeeri ka raaz
Warna hai maal faqeer saltanat e Rome o Shaam
0 Comments